Janmashtami is a Hindu festival celebrating the birth of Krishna. Janmashtami is celebrated as the birthday of Lord Sri Krishna.Krishna Janmashtami is also known as Sri Krishna Jayanti, Krishnashtami, Gokulashtami and sometimes simply as Janmashtami. Hindus observed this festival to celebrate the birthday of their beloved God Sri Krishna. The birth of Lord Krishna marks the end of inhumanity and cruelty over mankind. Krishna is a symbol of righteousness.



Shri Krishna was born at mid-night of this day. Krishna Janmashtami is observed on the Ashtamitithi, the eighth day of the dark half or Krishna Paksha of the month of Shraavana. He is considered as an avatar of the God Vishnu. The day is celebrated with great zeal and devotion. The Lord Krishna devotees observe fast for the entire day and night, worshipping him. Temples of Sri Krishna are beautifully decorated. Thousands of Hindu men and women wear new clothes and gather in these temples to celebrate the birthday of their beloved God. The priest chants mantras and worship Lord Sri Krishna. Some temples also conduct readings of the Hindu religious scripture Bhagavad Gita. Religious plays or Raslilas are performed to recreate events from the life of Lord Krishna.
Janmashtami is one such festival that is celebrated equally in North and South India. Different parts of the country celebrate the festival differently. Krishnashtami brings much joy and feeling of unity.The festival is celebrated with zeal and rejoicings all over the country and in various other parts of the world wherever there exist Hindu societies.Whole indian persons celebrate janmashtami with joy and wishes each other on social media or through messages with quotes, shayayaries .So we provided the best quotes on janmashtami to wish relatives, friend etc. :-

You Must Also Read :-  Happy Krishna Janmashtami Wishes Quotes And SMS In English .

Chandan ki khusbu,Resham ka haar,
Bhado ki shugandh, Barish ki fuhaar
Dil ki ummide, Apno ka pyar
Mangalmay ho aapko Sri Kirshna Janmashtmi ka tyohar!

 Jinki lilaa ki baat nirali,
 Jaha naam ho unka waha aati bas khushali,
 Madhuban ke hai wo kanhaiya
  Aur gopiya hai jinki deewani.

Happy Krishna Janmashtami
 
Maakhan chor nand kishor ,
Bandhi jinse preet ki dor ,
Hare Krishna hare murari,
Jinhe pujti hai duniya sari ,
Aao unka gungan gaye ,
Milkar aaj ham sabhi janmashtami manaye .

Janmashtami ki hardik shubhkamnaye .......

khushiyan aapke jivan me laa de,
khushiyo se se hi apka jivan saja de,
Na ho koi dukh duvidha apke zindagi mein
Shree krishna itni apko khushiyo ki wajha de.

Happy Krishna Janmashtami ........
Related Articles :-  
Top 15 Happy Independence Day Wishing Quotes In English .
Top 15 Happy Independence Day Wishing Quotes In Hindi . 
Happy Krishna Janmashtami Wishes Quotes And SMS In English .
Baanke Bihari Ka Naam Lo,
Sahaara Milega,
Yeh Jeewan Na Tumko Dobara Milega!
Doob Rahi Agar Kashti Majhdhaar Mein,
Krishna Ke Naam Se Sahaara Milega

Happy Krishna Janmashtami ......

Radha ki bhakti , Murli ki mithaas ,
Maakhan ka swad , Gopiyon ka raash ,
Aao milkar manaye ham janmashtami ka tyohar khaas ,

Happy Krishna Janmashtami .......
 KRISHNA Ki Jyoti Se Noor Milta hai,
Sbke Dilon Ko Surur Milta Hai
Jobhi Jata Hai Kanha Ke Dwaar
Kuch Na Kuch Zarror Milta Hai…..

JAI SHRI KRISHNA !


Maakhan chorr hai aayo,
Yashomati Maiya ka nandlala,
Dharti pe bhagwan ka avataar hai aoyo,
Harne Kans jaise papi ko
Karne kalyan Dharti maa ka..
Sheshnaag ki chatra mein wo hai aayo
Banke Kanha makhan chorr hai aayo…..
Hota hai pyar kya duniya ko jisne bataya,
Dil ke rishton ko jisne prem se sajaya,
Aaj us pyar ke dewta ka Birthday hai.

Happy Janmashtami......

Gokul ne krishna kare waas ,
Gopiyon sang rachaye raas ,
Devki , Yashoda jinki maiya ,
Aise hai hamare Krishna kanhaiya ,

 Janmashtami ki hardik badhayia ......

Logo ki raksha karne
Ek ungali par pahaad uthaya
Ussi kanhaiyya ki yaad dilaane
Janmashtami ka paavan din aaya.

Jai Shri Krishna ...........
Palke jhuke aur naman ho jaye ,
Mastak jhuke aur vandan.ho jaye ,
Aisi najar hame dedo kanhaiya ,
Tumhe yaad karu aur tumhare darshan ho jaye ,

Happy Krishna Janmashtami .....

Natkhat kanha aayye appke dwar ,
 Lekar apni bansuri saath ,
Mor mukut sar par sohe ,
Aur aankhon me kajal ki dhaar ,
Mubarak ho aap sabko ,
Janmashtami ka shubh tyohaar ,

GOKUL ASHTAMI KI HARDIK SHUBHKAMNAYEN ......

Radha ki chahat h krishna,
Uske dil ki virasat h krishna,
Chahe kitna bhi ras racha le krishna, Duniya to phir bhi yhi kehti h.

“RADHE KRISHNA”

HAPPY JANAMASHTMI


Radha-Krishan ka milan to bas ek bahana tha,
Duniya ko pyaar ka sahi matlab jo samjhana tha,
Jab Krishan ne Bansi bajai to Radha mohit hone lagi,
Jise kabhi na dekha tha usne, Us se milne ko vyakul hone lagi


Wo kala, Bansuri wala ,
Aisi raas rachaaye ,
Subh-budh apni kho den gopiyan ,
Murali aisi madhur bajaaye ,
Janmdin hai aaj us natkhat ka ,
Kanha jise sab log bulaayen ,

Janmashtami ki Shubhkaamnayen ........

Dekho Phir Janmashtmi Aayi Hai,
Makhan Ki handi ne phir mithas bhadhai hai,
Kanha Ki leela hai Sabse Pyari,
Wo de tumhe duniya bhar k khusiya sari.

Happy Janamashtami / Dahi Handi .......


Nand ka dulara, Devki ka pyara
Yashoda ki aankh ka tara
Jai ho teri Gokul ke gwala
Peeda haro hum sabki
Yeh vinati hai hum sabki
Ab to darsh dikhao bhagwan
Jai ho jai natkhat Nand Lala
Vrindavan ka yara
Teri sada hi jai jai kara ....


Doodh dahi churakar khaye ,
Matkiyan wo tod giraye ,
Rooth kar Radha se jaaye ,
Har pal uska jee dukhaye ,
Chhota sa Shyaam kamaal kare ,
Sabka beda paar kare

Shubh Janmashtami ........

Aao milkar sajayein Nandlal ko,
Aao milkar karein gungaan unka,
Jo sabko raah dikhaate hai aur
Sabki bigadi banate hain,
Chalo dhoom dhaam se manaayein janmadin unka…

Janmashtami ki Subhkamnaayein. ......

Murli manohar, brij k dharohar,
Wo nandalal gopala hai.
Bansi ki dhun par sab dukh harnewala,
Murli manohar aane wale hai.

HAPPY JANMASTAMI ......