Mr.Mukesh Ambani ji ne apne jio 4G sim ke welcome offer ki wajah se pure Telecom  kshetra me dhoom macha rakhe hai. Jaisa ki ham sabhi jante hai ki reliance ki sim apne saste net pack ki wajah se pahle hi jani jati thi phir mukesh Ambani ji ne dhamakedar 31 December 2016 tak unlimited calling,unlimited masseging , unlimited video calling and internet surffing offer launch kiya tha .Jise jio welcome offer ke naam se jana jata hai. Unhone apne jio 4G sim ke sath pure telecom kshetra me dhamaka sa hi kar diya.Jiski wajah baki companies ko that's Shana pada aur unhone bhi apne offer nikalne  shuru kar diye aur apne net pack sakte kar diye. Lekin Jio welcome offer ko koi fark nahi pada .


Shuruat me halanki yeh offer sirf 31 december tak hi seemit tha. Aur welcome offer ka maksad Bharatwashiyon ko digital world se connect karna tha aur mukesh ambani ji ne Bharatwashiyon ke 10 million logo ko Jio ke sath aur digital world se connect karne ka targaet rakhe the Lekin 31 December tak 10 million logo ka Jio se connect ho pana mushkil as lag raha tha . Jiske wajah Mukesh ambani ji ko apne Jio w welcome offer ki validity aage badhane par vichaar karna pada.Air last me unhone jio welcome offer ki validity 31 December 2016 ki jagah 31 March 2017 tak karne ka decisio2 like .Aur ab is jio ke offer ki validity march 2017 tak karke ek aur dhamaka kiya.Aur sare 4G net users ko jio ne new year ka behatreen tohfa diya.Aur welcome offer ko 1 January se new year offer me tabdeel kiya.Lekin Jaise jio only 4G network Operating sim hai .Aur only 4G network enabled smartphone s me work karti hai.3G aur  2G network wale smartphones me sim work nahi karti. Isse 3G smartphone users ko koi fayeda nahi hua.Kyuki  jio sim 3G phone me nahi use kar pa rahe the aur jiski wajah se wah pareshan the.

Ab 3G Aur 2G users ko dukhi hone ki jarurat nahi kyuki ab  jio kar raha hai ek aur naye tohfe ki taiyari jo ki sabhi net users chahe wo 2G smartphones users ho ya 3G smartphones users.Sabhi utha payenge jio sim new year offer ka  fayda apne 2G ya phir 3G network smartphones me hi.To ab 3G users bhi ho jaynge khus is new year gift ko  paakar.Kyuki jio launch karne  ja raha hai ek application jo hoga 2G aur 3G smartphones users ke liye.Iss appliction ke December ke last me launch hone ki ummeed hai . Mukesh ambani jio ke dear ye application officially launch ho Janne ke baad .2G aur 3G smartphone users play store se iss application ko apne smarphone me install karne ke baad use kar payenge  jio  sim  aur pura fayeda le sakenge jio 4G new year offer ka.Ab 3G aur 2G smart phone users bhi naye saal me use kar sakenge jio sim bina koi 4G phone khareede apne phone me.Aur 31 march 2017 tak use karenge unlimited calling, unlimited video calling , unlimited masseging and unlimited net surffing.