Jaisa ki aaj ke samay har ek insan jo android phone use karta hai whatsapp jarur chalata aaj ham whatsapp ki 4 jaruri technique janenge:-

1.) Bina Kisi Ke Pata Chale Ki Aap Online Hai kaise Kare Massege :-

Yah technique iOS, Android, Windows and BlackBerry smartphones users ke liye uplabdh hai.Is technique se bina kisi ko aapke online hone ka pata Massege bhej sakte hai. Iske liye aap apne smartphone me data aur wifi connection off kare aur tab whatsaap open kare aur aap Massege type kare aur send kar de .Ab whatsapp close kar de.Jab aap data ya wifi connection on karenge aapka Massege send ho jayega aour kisi aapke online hone ka pata bhi nahi chalega.

Read Also:   What is satellite? Principal, Working And Types Of Satellite.
 What are Linux OS and its features?

2.) Double Blue Tick Ko Kare Disable:-

Aap is technique ka istemal har iOS, Android, Windows and BlackBerry smartphones me kar sakte hai. Is technique ko use karne ke liye apke pas whatsap ja latest version hona jaruri hai. Aap whatsapp open kare ab top right corner per drop down key per click kare aur setting ko select kare .setting me account per click kare > privacy option choose kare aur ‘Read Receipts’ box ko uncheck kare.

3.) Whatsapp Lock Hone Par Bhi Kisi Ka Profile Picture Change Kare:-

Yah technique aap Android, BlackBerry, and Windows smartphones me use kar sakte hai. jab aap friend ke device se access ho to aap Settings me jai aur turn off the Wi and data connection > open File Manager > Search for WhatsApp > tap Media > then tap WhatsApp Profile Photos > picture jo aapko pasand ho paste ker de aur purani picture delete kar de.

4.) Apne Keyboard ke Enter Key Se Kare Massege Send :-

Yah technique aapandroid,blackberry and Windows smartphones me use kar sakte hai. Iske liye sabse pahle aap apna whatsapp on kare right top corner par opoption key select kare > setting select kare > chats option select kare > enter is send ko checked kar de.