What Is GPS?
GPS Ki Full Form Global Positioning System hai. GPS hamare phone me use hone wala ek aisa system hota jiske jariye ham apne phone ki location ka pata easily laga lete iska use basically navigation purpose ke liye kiya jata hai yadi aap kahi par travel kar rahe aur aapko rasta gyat nahi hai to aap aap apne smartphones me GPS on kar navigation mode ki help se apne location sahit complete raste ka pata laga sakte hai .Ye system Aircraft, Train aur Bus jaisi transportation service me bahot hi upyogi sabit huaa hai.GPS technology ki madad se aap distance ke sath height bhi accurate tarike se check kar sakte hai.Relate Articles: What is satellite? Principal, Working And Types Of Satellite.
India's own navigation system IRNSS
Add your comment Hide comment